Sunday, September 26, 2010




1 comment:

  1. janab munafiqat ki bhi had hoti hai .......Allahma arshadul qadri rahmatullah alyhe ke wisal ko kitne saal ho gaye or unke namse fatwa de rahe ho .... sharm ana chahiye ap logo ko sunni tahreek k bare main esi be buniyad bate uthane se pahle Allah tabarak wa ta'la se darna chahiye or quraan or hadith ka ilm rakhna chaiye ap logo ko esi bato ko aage badane se pahle 1000 bar soch lena chaiye agar kisi musalman ko kufr ka fatwa doge to khud kufr main ja padoge or rahi baat ulma e ahle sunnat ne dawate islami or ameere dawate islami ke bare main to iski taa'eed main to zyada ulma e ahle sunnat ne dawate islami or madani channel ke bare main khud madani channel par aakar in fatwo radd farmaya jese hazrat sibten miyan marehra shareef ,mannani miyan barely shareef , shahzada e shadrusshariyah hazrat allama rizae mustafa aazmi , shazada e shafi okadvi (rahmatullah alyhe )allama kokab noorani ,shahzada e gazali addora (rahmatullah alyhe ) huzur sayyed hamid raza amjadi , qibla mufti mutiurrahman sahab bihar , shahzada e burahane millat hazrat mufti e azam madhaya pradesh, jamiya ashrafiya ke mumtaz scholer mufti badre aalam misbahi , or mufti shamim ahmed misbahi , fateh rawal pindi mufti hanif qureshi jinhone haal hi main ahle khabiso ko munazra haraya to kya aap in azeem hastiyon par bhi fatwa lagayanege .......???? agar apna zameer zinda hai to aap meri email.... nafees.attari26@gmail.com par rply kijiye or agar apko apni hat garmi chalani hai to iska koi ilaaj nah hai kyun ki qabr main hame bhi jana hai or ap ne bhi takwa usi jagah takwa hota hai jahan zaroorat ho .........

    ReplyDelete